Tuesday 10 February 2015

ISTAKHARA AZ AAINA 4

bahot se dostonay mujay
haziraat jo khud amil nazara kar sakay aisa amal
blog me likhnay k kai
mails aur msg kiye.
mere murshid ka karam hai ki mere pas aamal ki
kami nahi.
haziraat khud par kholnay k liye kai mashqay
karni parhti hai,jaisy
aaina-bini,daaera bini,etc.aur khud pe haziraat
karnay me har koi
insan kamyab nahi hotay.
usmay rohaniat ka hona zarori hai.
yahan jo tariqa hai usmay kaamyabi k imkanaat
ziada hai.
agar koi khud pe haziraat kholnay ka shaukeen ho
to pahlay chillay me
kaamyabi na milay to 3 chillay karay.inshallah wo
apni manzil
paalaega.
TARKEEB:
es haziraat k liye apna chehra saaf dikhay utna
barha w saaf naya
aaina lena hai.
ek box aur aik black parda.
aainay k darmian me kajal se ek rupay k barabar
daaera banaye.
kajal bananay
ab es daaeray par itr gulab lagaon.
kuch khusboodar agarbattian jalayi jaen.
aap pak saf jagah pak saf libas me ho.musalla par
baith kar 11 martba
aaytal kurshi parh kar hathon par dam karkay
tamam badan par pher lay.
ye amal apko rat ko shuroo karna hai.
ab aaina k daaeray me nazar rakh kar
awal o akhir
101 martba
durood e pak
2100 martba
ﻳﺎ ﺑﺪﻳﻊ ﺍﻟﻌﺠﺎﺀﺏ ﻳﺎ ﻛﺎﺷﻒ ﺍﻟﻐﺮﺍﺀﺏ
Ya Badiul Ajaaibi Ya Kashiful Gharaib
parhay.
40 din parhna hai.
aakhri arsay me daaeray me nazaray dekhnay ko
milaegay.
aap se batchit
karaengay.salam karaengay.aap sir hilakar salam
ka jawab de zuban se
kuch jawab na de parhayi pe me dhyan de. aap ko
chizay dengay aap na
ussay bat karay na koi chiz le.
tadad ka khyal rakhye.
chillay k akhri din parhayi ki tadad khatm karnay k
b,ad bat karay aur
hazir honay ka wada lele.
ye amal sirf haziraat tak mahdood nahi agar
ALLAH ne kamyabi ata ki to
kai rohani taqat k malik banjaengay.bahot taqtwar
amal hai.
PARHEZ:
Gosht anda machhli,pyaz lahsoon hing bidi
cigaratte aur tamam ashya
jissay badboo paida ho.sex se parhez hai.
jhoth,gibat,aur hasad se door rahay.halal rizq
istemal karay.namaz e
panjgana k paband rahay.
agar istigfar qalma taiba aur durood ki kasrat
karaengay to amal me
kuch kamjori hogi to essay amal ko taqat milge

Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

No comments:

Post a Comment