Thursday 4 December 2014

ISTAKHARA JINNAT KA 2


Jab haziraat dekhne ki zarorat ho to ek 9 ya 10
saal ke bachche ko paak
saaf nehla kar bithaye,
aur uske sidhe hath ke angothe par wahi kajal
lagay,aus par itre heena ya
gulaab zara sa lagaye,ba,ad me 3 baar durood
sharif aur ek bar
HUWAL USAMATU SIRRINAA HOO aur 7 baar YA
KAREEMU aur ba,ad me 3 baar durood
pak parhkar bacche par dam karen.
isi tarah 3 martba dam karen
Fir bachche se kahen ke nakhon ke andar thik
thik bandh kar dekhen,
pahle usay apna chehra nazar aayega,
uske ba,ad hukam lagaye medaan hazir ho jao
bachche ko medan nazar aayega.jab medan
dikhen to hukm lagayen jadu wala
hazir ho jab nazar aayen to usay medan saaf
karne ka hukam de.
phir paani chhirakne wala(bhishti)ko bulayen aur
usay pani chhirakne ka
hukam de.
uske ba,ad bichhona wale ko bulao aur bichhane
ka hukam de.
phir hukam lagaye takht shahi aur kursia bichhay
jayen.jab bacha kahen ki
takht aur kursia rakhdi gayi he to hukam karon ki
Badshah e waqt hazir hon.
koi buzurg safed ya haren(green) ya surkh(laal)
libas me aayenge.
agar laal(red)libas pahna ho to adab se 3 martba
salaam karen aur haren ya
safed libas me aanay ki arz karen.
jab safed ya haraa libas pahn kar aayen to 3
salaam karen.woh hath ya sar
hila kar ishare se jawab denge.
salaam ka jawab de to apne sawal ki ijazat
mange aur kahen hazrat ham kuchh
puchhna chahtay hai,uska sahih jawab milega?
jab wo ha kahen to ek black bord aur chok
mangwayen aur aap jo bhi zaban
jante ho uss zaban me jawab likhe ka kahen.
wo uss zaban me jawab likh kar batayenge.
aur agar door ka mamla ho aur wahan ka haal
malum karna hoto gaadi
mangwayen aur bache ko uss gaadi me sair
karane ka hukam de.
door door ke sehar gaon ya jagah ki sair
karayenge.aur wahan jo jo hoga wo
bache ko dikhay dega.
isi tarha har mamlay ka haal maloom kar saktay
hai.jaise marz ka
sabb,aaseb,balaa ya jaadu.sab haal malom ho
jayega.
siway na jaez aur haraam chizon ke aur baaton
ke,har kism ka haal maloom
hoga.
es hazirat me jino ke 4 badshah hazir hotay
hai.jab hazir honge tab nam
puchhnay pe wo

Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri

No comments:

Post a Comment